Chicken tikka biryani. Reserve the chicken tikka marinade for later use. How To Make Chicken Tikka Dum Biryani Chicken Tikka Biryani is a spicy and flavorful, incredibly delicious recipe. Chicken Tikka Biryani Recipe is the famous delicacy of Punjabi Cuisine.
Smokey Chicken Tikka Biryani Recipe with step by step instructions.తెలుగు వెర్షన్. Tried this recipe for the first time and came out really good. we can try this chicken tikka biryani when we get. Chicken Tikka Biryani recipe is a very unique and tasty biryani preparation. You can have Chicken tikka biryani using 20 ingredients and 18 steps. Here is how you cook that.
Ingredients of Chicken tikka biryani
- You need 2 kg of biryani rice.
- It's 3 kg of chicken.
- You need 1 of and 1/2 kg tamatar.
- Prepare 1 cup of dahi.
- It's 1 kg of piyaz.
- You need 1 kg of allu.
- You need 2 of tbp lasan adrak paste.
- You need 2 packets of biryani masala.
- It's 6 of adad long.
- Prepare 1 of tbp zeera.
- Prepare 2 of adad bari elachi.
- Prepare 2 of adad taizpat.
- Prepare 1 of tbp laal mirch powder.
- It's 1 of tbp haldi.
- Prepare 2 of tbp kuta daniya.
- Prepare 1 tsp of garam masala.
- It's of Namak hasb e.
- Prepare of For tikka.
- Prepare 1/2 kg of dahi.
- Prepare 2 packets of tikka masala.
This biryani recipe is very different and not very easily available in the restaurants. Enjoy the delicious taste of Tikka Biryani in Urdu, Tikka Masala Recipe Chicken Tikka Biryani - It is a perfect combination of aromatic rice and spicy chicken put. Chicken tikka biryani - Whether you're creating a feast for your guests, or simply need a family dinner idea, you can't beat the aromatic flavors in this biryani recipe. Chicken Tikka Biryani Urdu Recipe, Step by step instructions of the recipe in Urdu and English, easy ingredients, calories, preparation time, serving and videos in Urdu cooking.
Chicken tikka biryani step by step
- Prepare all ingredients.
- 1st apne chicken ko dho ke chali main rakh dena hy ke uska pani nikal jaye ab tikke ke liye dahi main tikka masala add kar ke phent lein aur phir chicken dal ke chicken main masala sahi say laga dein 1 hour ke liye rakh dein fridge main ap raat ko bhi masala laga ke rakh sakte hain.
- Chawalon ko 1 hour phele bhego ke rakh dein.
- Oil garam kar ke us main piyaz add karen jab lite brown ho jaye piyaz toh us main lasan adrak paste add kar ke thora aur brown kar lein.
- Ab kate huay tamatar dahi laal mirch powder haldi kuta daniya garam masala namak.
- Aur biryani masala dal ke 5 mins ke liye dakan de ke rakh dein.
- 5 mins baad kate huay aalu dal ke phir dakan de ke rakh dein 10 mins ke liye medium flame pe.
- Ab dusri handi main tikke banane ke liye rakh dein 2 tbp oil aur food colour upar chalak ke medium flame pe rakh dein.
- Ab biryani ke salan ko check kar lein allu gal jaein phir salan ka pani khushk kar lein jab pani khushk ho jaye toh chule say utar dein.
- Ab Tikkon ko check kar lein tikko ka masala nazar aaye toh chule say utar dein ziyada khushk mat kijiye ga aur ab koile ka dam de dein koila jala ke tikkon ke bich main rakh ke koile pe thora oil dal ke dakan de dein.
- Ab biryani ka salan bhi tayar hy aur tikke bhi tayar hain so ab chawlon ko dho ke boil kar lein boil karne ke liye pani main zeera taizpat long bari elaichi aur namak dal ke pani garam kar lein jab garam ho jaye pani toh us main chawal dal dein.
- Chawalon ko ziyada boil nahi karna hy thore kache hone chahiye ab pani nikal ke chawlon ko chali main chaan lein.
- 8 adad piyaz ko main nay kat ke brown kar ke nikal diya tha bhona piyaz aur food colour jo ke thore pani main dal ke banaya hy biryani ki teh ke liye koila phir say jalane ke liye rakh dein.
- Chawalon ko do hisson main kar lein ek hissa handi ki teh main dal ke us pe food colour charak dein aur us ke upar biryani masala dal dein aur us ke upar tikke rakh dein phir bhona piyaz phela ke chawalon ki dusri teh lagaein.
- Chawlon ki dusri teh laga ke phir us pe food colour charken biryani salan tikke aur bhona piyaz dal dein.
- Ab jale huay koile ko biryani ke bich main rakh ke us pe oil dal ke dakan de ke low flame pe rakh dein 20 mins ke liye 20 mins baad check karen dam sahi say aaya hy yan nahi jab dam sahi say a jaye toh chule say utar dein.
- Lein ji tikka biryani tayar hy bohat hi mazedar bani hy.
- Wato izzo man tasha wato zillo man tasha☝️.
Chicken tikka is a chicken dish originating in the Indian subcontinent; the dish is popular in India, Bangladesh and Pakistan. It is traditionally small pieces of boneless chicken baked using skewers on a brazier called angeethi after marinating in Indian spices and dahi (yogurt). Chicken Tikka Biryani is a delicious variation to the immensely popular biryani in South India. Perfect for those who love biryani, this is a spicy and flavourful dish where chicken pieces are marinated in a. chicken tikka roll s. The chicken tikka biryani has the delicious taste that we easily make that by the following this easy method that mention here with every step by step.